Chalo Faraz ab mausam ka maza chakain
Tmam dawain bachon ki pohnch sy dur rakhen
Faraz kya milan ki ab justuju karen
Tbiat zyada khrb hoto doctor sy ruju karen
Hamari chahat ka kuch to khayal karen
Dawai achi tarha hila kar istimal karen
Dil mera doob gaya jb us ki uthi doli
Subha sham khany k bad aaik goli
Hum to ishq karny pe raza'mand hain
Jumay kee subha clinic band hain
Monday, August 31, 2009
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment